
Bikhre aashkon ke moti bana na sake,Teri yaad mein sari raat so na sake,Bheeg na jaye aasoo mein tasvir teri,Bas yehi soch kar hum ro na sake…`Hume suläne ki khätir jab raat aati hai,Hum so nahi pate raat khud so jäti hai,puchne par dil se ye aawaz aati hai,aaj unhe yaad kar le raat to roj aati hai..`Meri aadat ko wo samajh nahi pate,Hum bhi unse kuch kah nahi pate,Ai khuda na jaane ye kaisa yar de diya tune,Jise yaad kiya bina hum rah nahi pate…`Khata ban gaya hai kisi se pyaar karnasaza ban gaya hai kisi pe aitbaar karnasochta hoon phir khwab sajaun per dil kehtahai kya tujhe acha lagta hai intezaar karna..`Uski yaad mey hum barso rotey raheyBewafa wo nikle badnaam hum hote raheyMohabbat mey madhoshi ka aalam to dekhiyeDhool chehre pr thi or hum aaina dhotey rhe…..
No comments:
Post a Comment